- Taweez Sheh Ke Haath Ki Hai Nuskha’e Shifa, Go Bu Ali Ke ‘Ehd Mein Apne Matab Nahin - "Moula mara maa ne cancer che" Mulla Saifuddin Bhai Joriawala Karachi, Pakistan
- Hai Ye Tareeq Ishq Mohabbat Ki Raah Mein, Apne Saron Ko Paaon Banate Huwe Chalo - "Moula maraj waste padhara che" Behn Tasneem Behn Aliasghar Bhai Godhrawala Karachi, Pakistan
- ‘Qalbi Ladaika’ Hai Ye Maqula Zabaan Ka, ‘Shouqi Ilaika’ Nikla Dil-e-Doorbeen Se - 'Haqeeqatan wonders of the world tame sagla cho' Sheikh Hakimuddin Bhai Shakir Toronto, Canada
- Aur Aankho Ka Surma Banane, Ko Ae Moula Teri Khaak e Paa Loon - "tamne kai araz karwi che, to karo". Zainulabedeen Hussain Bhai Patel Bangalore, India
- Shaikho Ka Ilm Zor Jawano Ka Tujh Mein Hai, Tu Hudd-e-Mushtarik Hai Goya Shaikh-o-Shabaab Mein - "Moula aaje 4th of July che, ehna fireworks che". Shk Ammar Bhai Moosabhai Chicago, USA
- Aankhon Mein Jiski Hai Tere Khaak-e-Qadam Ki Qadr, Ikseer Ki Jahaan Mein Usko Talab Nahi - “moula mein aapne nai choru, jab tak aap nahi kahenge ke aap mere ghar aaenge”. Behn Amatullah (Ambreen) Fakhruddin Bhai Valika Karachi, Pakistan
- Mushkil Mein Gar Pukaroon Moula To Ho Kifayat, Kya Khoob Hai Ye Rishta Moula Se Mere Dil Ka - "Tame jama nathi ne, aa jami lo". Behn Tasneem Mulla Yusuf Bhai Joharglasswala Karachi, Pakistan
- Ye Baag’baan Ke Qadam Jis Chaman Mein Jaawe To Phir, Na Us Chaman Mein Kabhi Aafat’e Khizaan Jaawe - "Mein chu", said Moulana Mohammad Burhanuddin RA when I thought everything was over. Behn Farida Mustafa Bhai Thekedaar Karachi, Pakistan
- Gar Jaan Talabi Fida-e-Janat, Sehl Ast Jawab-e-Imtehanat - 'May my life be sacrificed for you.' Behn Alefiyah Sheikh Mufaddal Bhai Fakhri Bengaluru, India
- Ishtiyaq Ke Beh Didar-e-Tu Darad Dil-e-Man, Dil-e-Man Danad o-Man Danam o-Dil Danad o-Man - A smile, a nod, and a pair of words: the formula of a divine elixir. Shk Mustafa Bhai Khambat Karachi, Pakistan
- Farq Itna Mahru Mein Hai Aur Mehr Charkh Mein, Tafreeq Jitni Nur Mein Hai Aur Naar Mein - 'Bolts of lightening that kindle in my soul fire of your love are a blessing not a misfortune'. Shk Mustafa Bhai Jivanjee Karachi, Pakistan
- Jo Mae Baqi Hai Jaan Bakhshe Hai Be Jaan Ko, Kuch To Jiya Hun Mein Pi Saqi Pila Aur Bhi - Mulla Shabbir Bhai had a saying: "moula ni aik nazar talab karta raho, buss aik nazar". Mulla Ibrahim Bhai Mulla Abdeali Bhai Gheewala Karachi, Pakistan
- Nazdeek Aagaya Hai Jo Wa’da Wisaal Ka, Kya Kya Tarap Raha Hai Dil ‘e Nasabur Hai - "tame bawaji saheb pase gaya tha ne?" Mulla Ali Akbar Bhai Dewaswala Malad, Mumbai
- Mujhse Bimar Pe Gar Ho Nazar e Mehr Zara, Ae Maseeha Abhi Chehre Pe Bahali Ho Jae - Stiff as a board; exactly how I used to define my state upon inquiry. Taher Shk Quaidjohar Bhai Najmi Malaysia, Mentekab
- Hairat Zado’n Ke Haal Pe Ho Ik Nigahe Lutf, Muddat Se Phir Rahe Hain Ye Tum Par Fida Huwe - "moula, syedna taher saifuddin hamara ghare tashreef laya che" Baqir Hussain Bhai Kapdawala Sarangpur, India
- Sa’il Na Kyun Ho Nutq Se Khushtar Teri Zuban, Gohar Fishan Kalam Hai Tere Jawab Ka - moula aapni hobby su che? Shabbir Bhai Shk Ibrahim Bhai Vora Dahanu Road, Mumbai, India
- Zah’e Tal’e Hai Khusha Bakht Hai Uske, Naam Labb Par Ho Tera Jaan Jo Tann Se Nikle - Asifuye mvua imemnyea; he who praises rain has been rained upon. Behn Batul M Mukarram Amiji Dar es Salaam, Tanzania
- Na Mile Tujhsa Jo Dhunde Falak Sar Gashte, Mah’o Khursheed Ki Aankhon Pe Laga Kar Ainak - "jauh di mata, dekat di hati" (far from the eyes, close to the heart). M Quaid Johar Bhai Saifuddin Kagdi Sungai Petani Kedah, Malaysia
- Ta’at Ke Wast’e Teri Khidmat Ke Wast’e, Ana Huwa Wujud Mein Apna Adum Se Hai - "pachas waras lag khidmat kidi". Marhoom Janab Shk Ismail Bhai Mulla Ali Hussain Hoshangabadwala Karachi, Pakistan
- Gilman’o Hur Jinn’o Malak Ins’o Wahsh’o Tair, In Mein Se Kon Hai Jo Tera Madh Khwan Nahin - "Moula aa chakor che" Narration by Shk Saifuddin Bhai Badri Addnl Info/Photos by Shk Ehsan Bhai Alibhoy Quetta, Pakistan
- Pila Kas’ae Wasl Bakhsh Jaan Meri, Na Taqat Judai Ki Mujh Zaar Mein Hai - "Moula! madad karo". Yusuf Bhai Shk Fakhruddin Bhai Dhuliawala Mumbai, India
- Tere Ahwaal Pe Ehmad Dil Khasta Zarur, Nazar’e Lutf Shahe Kaun’o Makan Rakhte Hain - I am sure a lot of miracles happened, and are still happening. Fakhruddin Aliasghar Bhai Kothambwala Pune, India
- Ilaj’e Nafs Ki Dawar Tere Nazdeek Kamil Hai, Muhawwaj Jism Khaki Hai Tabibo’n Ki Dawai Ka - The doctors did not have any answer. I did. Rehana Behn Nooruddin Bhai Bohra Shajapur, India
- Z’kar’e Bast’e Mi Andesh’o Dil Shikast’e Mada’r, Ki Aab’e Chishm’e Haiwan Darun’e Tareeki Ast – Saadi Shirazi/Gulistan - “tamaru Je suwal che ehnu jawaab che Haan” Behn Lamya Mufaddal Bhai Faizullahboy Karachi, Pakistan
- Hai Najm’e Sa’adat Mein Ye Taseer Jo Dekhe, Isko Koi Mahmum To Buss Daf’a Wo Hum Ho - "I know now that back then Moula RA, with his noorani nazar, had seen my entire person and whole life trajectory." Behn Hawra Zohair Bhai Haryanwala Houston, TX, USA
- Koi Tujhsa Zamane Mein Aur Shehzade Sa Alam Mein, Pidar Howe To Mein Ja’nu Pisar Howe To Mein Ja’nu - We can undoubtedly understand today, how much He TUS loves the two names, and what they mean to Him TUS. Behn Fatema tus Sugra Dr Sohail Bhai Rangwala Karachi, Pakistan
- Teri Taraf Khayal Jo Bandha Hai Bandha Hai, Hum Wo Nahin Ke Jiski Nazar Chaar Su Rahe - Moula usually states "mumineen mane tamari ghani fikar che", and these are not just words. Its a promise. Hussaina Sheikh Abdulhussain Bhai Burhani Karachi, Pakistan
- Ab Aur Tujhsa Kaheen Kiya Koi Kareem Mile, Sila’e Madhe Jahan Jannat un Na’eem Mile - Moulana TUS is our spiritual father and mother, and thus, He TUS listens to our hearts. Marhoom Shk Mustafa Bhai Currim Mumbai, India
- Ye Mera Kaba’e Deen Rukh Kare Jidhar Apna, Banu Mein Qibla Numa Rukh Karu Udhar Apna - Some might phrase this as a co incidence, but I know, it was Syedna Taher Saifuddin RA who did it. Behn Farida Mulla Hussain Bhai Karachi, Pakistan
- Jo Kuch Ke Dil Mein Tamanna Thi Sab Huwi Hasil, Suna Jo Sab Ne Ke Motil Maram Aate Hain - "moula karachi padharo". Behn Nafisa Qaizar Bhai Press wala Karachi, Pakistan.
- Jo Sheh Ka Mukhlis’o Sabit Qadam Muhib Hai Yaqeen, Rakhega Zikr Se Sheh Ki Dahan Ko Tar Apna - To walk across the road of life, it is the mohabbat of Moula we need, nothing else. Mulla Taher Bhai Attarwala Pune, India
- Andaze Karam Hai Mere Aqa Ke Nirale, Konain Jo Mange To Kare Uske Hawale - He RA would not miss you in thousands. But yes, He RA is deeply missed by thousands today. Abeda Behn Stmary Karachi, Pakistan
- Hukm Tera Ho’we To Mumkin Hai Aisa Inqelab, Shab To Misle Rozz Ho’we Rozz Misle Shab Bane - It was the birthday of Moulana Mohammad Burhanuddin RA, and unquestionably, it was always going to bring bliss and happiness. Behn Sakina Taher Bhai Topiwala Karachi, Pakistan
- Nahin Hai Fe’el Koi Inka Khali Hikmat Se, Agar Sukut Kare Ya Agar Kalam Kare - His RA words have enlightened thousands, and are still doing so. Sheikh Mustafa Bhai Sheikh Haiderali Jack Karachi, Pakistan
- Teri Dua Ka Sabab Hai Ke Sidhi Parhti Hai, Kabhi Jo Karta Hun Tadbeer Bil’khata Ulti - 'Murtaza', He RA had already chosen the name for us. Bhai Shabbir Bhai Asghar Bhai Saifee Sharjah, UAE
- Tareef Hilm Ki Likhe Ya Madh Husn Ki, Ajiz Hai Nutq Wasf’e Shah’e Khush Sifaat Se - In the very same fashion, He RA hears us today. M Murtaza Shk Shoeb Bhai Haidry Karachi, Pakisan
- Ae Aale Taha Ke Pyaare Ae Saif e Deen Sarwar, Tumhe Ye Mumineen Jhuk Kar Salam Kehte Hain - It was none other than Syedna Taher Saifuddin RA who would state the following sentence with shear confidence; "tamra ghar ma aik chamchi girey chey, to mara kaan ma ehnu awaaz awey chey." Shk Shabbir Bhai Shikaari Karachi, Pakistan
- Koi Andaza Kar Sakta Hai Uske Zor’e Bazu Ka, Nigah’e Marde Mumin Se Badal Jati Hain Taqdeerain - "mein Syedna Burhanuddin ka bahut bara mureed hoon" Abdul Mumin Al Ansari Mumbai, India
- Nigah’e Lutfo Inayat Nazar’e Mehro Ata, Ye To Ye Aur Bhi Ehsan Hain Kinke, Inke - Just a glance did it. Behn Jamila Hussain Bhai Jamaly Mombasa, Kenya
- Karam Se Sheh Ke Na Hargiz Rahega Be Takreem, Ye Abd Abde Ali Garche Kuch Na Kaam Kare - “Khuda Barakat Aape”. Mulla Hussain Imran Bhai Mamujeewala Colombo, Srilanka
- Ik Tujh Pe Tasadduq Karu Ik Tere Pisar Par, Iss Sar Ke Siwa Dewe Khuda Mujh Ko Jo Sar Aur - "Mohammed, tu mane ghano yaad awey chhey". Marhoom Shk Mohammed Bhai Zoomkawala Karachi, Pakistan
- Mujhse Bimar Pe Gar Ho Nazar’e Mehr Zara, Ae Maseeha Abhi Chehre Pe Bahali Ho Jae - My learning: call Moula - and He is there. Bhai Ali Akber Shajapurwala Sharjah, UAE
- Kyun Khalq Tasadduq Na Ho Ishfaq Pe Har Dum, Iss Qadr Hain Iss Shaah Ke Altaf Ke Mat Puch - I am sure my father left the world leaving no regrets behind. Behn Mubarakah Murtaza Bhai Gheewala Mumbai, India
- Goya Tasneef’e Shah’e Deen Hai Dua’e Saifee, Ye Asar Labb Mein Shah’e Koun’o Makaa’n Rakhte Hain - My son's life is one among the countless blessing's of Burhanuddin Moula RA uopn us. Shk Moiz Bhai Karimji Dubai, UAE
- Do Jaha’n Ki Us’e Hoti Hai Sa’adat Hasil, Jiss Pe Shah’e Deen Inayat Ki Nazar Karta Hai - Moula blessed me with an armor of His RA nazar mubarak. Behn Ruqaiyah Shk Sajjadhussain Bhai Qourbanhussain Paris, France
- Kun Keh Ke Hazaro’n Ko Kar Deta Hai Zinda Ye, Dikhlata Aa’lam Mein Ea’jaze Maseehana - They sent a man, who was medically dead, home, without any sort of treatment. Marhoom Shk Mudar Bhai Shakir Karachi, Pakistan
- Lail’o Nahar Phirta Hai Hasb’e Muraad Shah, Hatho’n Mein Inke Goya Falak Ki Lagam Hai - With a smile on his face Moula RA listened to my heart as it cried: "moula aapna upar qurban". Marhoom Shk Ibrahim Bhai Rasheed Karachi, Pakistan
- Tere Hatho’n Ka Kiya Phirta Nahin Hai Hargiz, Haan Magar Haath Mein Tasbeeh Sada Phirti Hai - All he needed, was one spiritual touch. Mulla Abbas bhai Sodawaterwala Karachi, Pakistan
- Kya Aur Phir Nigah Karein Ankh Utha Ke Hum, Ankho’n Mein Jabb Khapa Huwa Tujhsa Jawa’n Rahe - Thenceforth till present, my eyes are scatheless. Bhai Abdullah Yousuf Ali Rawala Karachi, Pakistan
- Na Zaid Ki Rahe Parwah Na Amr Ki Haajat, Tujhe Burhane Deen Sarwar Samajh’le Gar Apna - One of the reasons why our hearts would never stop crying; ae moula mohammad hamara sahara, kahan hamne muki ne aaqa sidhara. Behn Alifyah Mansoor Bhai Karachi, Pakistan
- Rahe Phula Phala Ya Rab Jaha’n Mein Baag’e Burhani, Ke Nakhle Arzu Sab Ka Ba’dolat Inki Phalta Hai - Hearing a mumin's cry - Moula changes fate. Behn Jumana Hussain Bhai Bohari Pandharpur, India
- Hai Inke Dil Mein Bohot Mehr Aur Bohot Ishfaq, Hai Ye To Waqe’i Ae Momin’o Pidar Apna - The doctor said that it was not due to him that her grandson survived; it was due to the one who answered her prayers. Bhai Mustansir Broachwala Chicago, USA
- Tere Bagair Hai Ik Aan Zindagi Mushkil, Misaal Rooh Ke Tu Jism Mein Samaya Hai - When people ask me about the mystery behind my robustness, I can only manage to utter one name. Moulana Mohammed Burhanuddin Shk Ali Mohammed Bhai Adeeb Karachi, Pakistan
- Jis Dil Main Ulfat e Shah Kaun o Makaan Nahin, Gul Hai Wa Laik Bu Nahin Qalib Hai Jaan Nahin - He RA often stated; "ghani waar awi nathi sakta, magar mumin che, dil ma mari mohabbat che, ehni Araz mane pohchi jai che". Behn Jumana Mulla Murtaza Bhai Colombo, Srilanka
- Ik Aas Thi Hum Bhi Aenge, Hazrat Mein Qadambosi Karne, Abb Chumte Hain Turbat Moula, Hum Tumko Bhula Na Paenge - Burhanuddin Moula RA kept his promise. Even after his demise. Bhai Taha Shk Yusuf Bhai Sajid Kuwait
- Ye Dai Mohammad, Mohammad Ke Dai, Mohammad Ki Surat, Nahin Hai To Kya Hai - "Moulana Mohammad Burhanuddin to Moulana Mohammad Burhanuddin che" Bhai Mustali Hussain Bhai Raeli Thandla, India
- Ghalib Na Kar Huzur Mein Tu Baar Baar Araz, Zahir Hai Tera Haal Sabb Unpar Kahe Bagair - "mohabbat was all I had". Bhai Haider Bhai Madarwala Baroda, India
- Wahan Ankho Ko Bichate Hain Muhibb’e Kamil, Qadam Apne Shahe Zi’jaah Jahan Rakhte Hain - He RA was the savior. Indeed, He RA still is. Sheikh Sharafali Bhai Diwan Houston, USA
- Teri Nigah’e Inayat Khuda Kare Na Phire, Kuch Iska Gum Nahi’n Gar Mujhse Sab Jaha’n Phir Ja’e - Let your heart speak. Moula will hear it. Murtaza Bhai M Mustafa Bhai Mandviwala Karachi, Pakistan
- Jo Ke Pohnche Tere Darwaze Tak, Uske Hum Bakht Rasa Kehte Hain - A very small instance, but Moula exactly knew what it meant to me. Behn Tasneem Hamza Bhai Madarwala Madar, India
- Ghar Mein Jiske Shahe Deen’daar Qadam Karte Hain, Haan Haqiqat Mein Usse Rashk’e Iram Karte Hain - He RA has never left us, neither He RA ever will. Behn Munira Manpurawala. Mumbai, India
- Hai Jaisa Nikokaar Pidar Hoga Pisar Bhi, Ye Ho Nahi Sakta Ke Shajar Aur Samar Aur - All it took was Mufaddal Moula's TUS name. Mulla Dawood Bhai Bohra Vancouver, Canada
- Pohnchoge Anqareeb Murad-e Dili Ko Tum, Nazdeeq In Ke Aae Jo Taal’e Rasa Huwe - When my son couldn't move, Moula made him walk. By the gaze of his exuberant eyes. Shk Hebatullah Bhai Hebatullah Cairo, Egypt
- Tere Mamnoon’e Minnat Hain Jahan Mein, Bani Adam Tawangar Se Gada Tak - Winters have befallen and elapsed since, but I have never observed a speckle of dryness thereafter. Mulla Huzefa Bhai Yunus Bhai Rampurawala Karachi, Pakistan
- Hota Nahin Hai Radd Kisi Mohtaaj Ka Suwal, Lafz’e ‘Nahin’ Ko Jaanti Teri Zuba’n Nahin - My heart spoke, and Moula listened. Sheikh Murtaza Bhai Shk Mohammad Bhai Choprawala Makkaah, Saudia Arabia
- Bab’e Qabul Bund Ho To Torr Kar Ghuse, Yaa’n Tak Dua’e Khair’e Shah’e Deen Asar Kare - You might find yourself short of ways, Moula always finds one. Mulla Mufaddal Bhai Saifuddin Bhai Khambatwala Karachi, Pakistan
- Qudsi Kahain Bashar Kahain Tujhko Ke Kya Kahain, Hai Aaj Tak Ye Khalq’e Khuda Ishtebaah Mein - We all kept waiting, but I never coughed again. Behn Maria Shk Mustafa Bhai Khumusi Dubai, UAE
- Faiz’o Sakha’o Jood Ka Sheh Pe Hai Khaatma, Kehne Ko Gar Jahan Mein Hatim Ka Naam Hai - We often hear the cries of 'Moula aik nazar' 'aik nazar'. I exactly know why. Mulla Murtaza Bhai Shk Mustafa Bhai Colombo, Srilanka
- Al Azmato Lillaah Ajab Shaan Hai Sheh Ki, Kum Dekhne Mein Aai Hai Shaan’e Bashar Aisi - You might forget what you ask for, but Moula remembers. Sheikh Mohammad Bhai Jhoomkawala Karachi, Pakistan
- Kiya Hai Haq Ne Tujhe Dastageer Aalam Ka, Teri Madad Se Zamane Ka Kaam Hota Hai - Moula is the true Haafiz - (saviour). Sheikh Shabbir Bhai Saifee Houston, USA
- Rah’e Siraat Se Kuch Mushkil Na Ho Guzarna, Hathon Se Shahe Deen Jo Khud Aakar Sambhale - Moula's few words entirely changed our life. Sheikh Noman Bhai Khairullah Karachi, Pakistan
- Saya Pare Huzur Ka Jis Bustaan Mein, Kya Dakhl Hai Ke Awe Khiza’n Us Chaman Ke Beech - Moula TUS perceives what we can't. Shk Zoeb Bhai Rupawala Aden, Yemen
- Mu’assir Aisa Teri Marhamat Ka Marham Hai, Ke Zakhme Dil Ka Mere Ilteyaam Hota Hai - A touch did what the medical science couldn't. Sheikh Sharafali Bhai Diwan Houston, USA
- Kaafi Hai Tera Naam Hifazat Ke Waste, Kuch Humko Ehtiyaaj Silaaho Salab Nahin - "Ek haath mein tasbeeh thi aur ek haath mein talwaar" Abbas Bhai Rasoolbhai Hardwarewala Rajgarh, India
- Misle Hatim Jo Sakhawat Mein Tumhe Kehte Hain, Qalib’e Madh Mein Wallah Wo Zum Karte Hain - We had to challenge our fate, and we exactly knew where to go. Bhai Mustafa Hasanali Mundrawala. Karachi, Pakistan
- Jang Mein Banta Hai Shamsheer Museebat Mein Sipar, Naam’e Naami Ye Tere Kya Kya Asar Karta Hai - "koi tamaro baal bhi waan'ko nai kari sake." Shk Hakimuddin Bhai Shk Fakhruddin Bhai Daud Kampala, Uganda
- Gar Kahein Inko Suleman’e Zaman To Hai Baja, Hukm Ye Apna Zamane Pe Rawa’n Rakhte Hain - Bhai Aliasghar Sulemanji Leicester, UK I would have been the most regretful person if I had stayed back.
- Karte Hain Shouq Shaamo Sahar Hoor Aur Malak, Humko Likhe Khuda Tere Khidmat Guzaar Mein - Everyone had described kissing Hajare Aswad effort full and tough in their stories, mine is contrary; effortless and calm. Shk Saifuddin Bhai Naalwala Ujjain, India
- Hai Jaisa Iltefaat Tera Mumineen Par, Baap Aisa Multafit Nahi’n Maa Meherbaa’n Nahi’n - You might stop caring about yourself - but Moula doesn't. Dr Sheikh Sadiq Bhai Mandviwala Karachi, Pakistan
- Mushkilein Jitni Hai Kiya Deen Ki Kya Dunya Ki, Samne Sehl Aur Asan Hai Kin Ke Inke - Ask Moula, and you are inevitably getting it. Behn Fatema M Huzaifa Motiwala Karachi, Pakistan
- Har Teer’e Bala Hota Hai Radd Naam Se Tere, Qsimat Se Mere Hath Lagi Hai Sipar Aisi - "Speeding kills" indeed, but Moula gave me another chance. Moiz Bhai Shk Taher Ali Hakimi Kuwait
- Mukhtaar Ka Mukhtaar Hai Allaam e Zamaa’n Hai, Allaam Bana De Jise Yak Lafz Parha De - Failure became success, when my dream came into reality. Mulla Mohammed Bhai Shk Nooruddin Bhai Daud Peshawar, Pakistan
- Mohabbat’o Ishfaaq Ki Shaan Mein, Tujhe Hum Haqeeqi Pidar Dekhte Hain - A 'Mohabbat ni Roti' can cross you over the barricade into Moula's hands. Behn Jamila Haider Babat Karachi, Pakistan
- Karti Thi Dawat Dua Jab Tumhe Rutba Na Tha, Jald Murattab Ho Kyun Dair Ae Baari Lagi - I was late but I was blessed. Truly. Bhai Mohammad Hussain Danghot Karachi, Pakistan
- Ye Wo Wali Hain Jin Ki Dua’ein Huwi Qabul, Ye Wo Bashar Hain Wa’de Jinho’n Ke Wafa Huwe - Sitting thousands of miles away, Moula breathed life into the lifeless. Sakina Shk Shabbir Rassawala Karachi, Pakistan
- Surma’e Khaak’e Qadam Se Tere Ae Burhane Deen, Gai So Saal Ki Ankho’n Mein Ziya Phirti Hai - A few seconds, and my sight was back. Shk Noman Bhai Khairullah Karachi, Pakistan
- Gar Husn Mein Wo Yusuf’e Aali Maqaam Hai, E’jaaz Mein Maseeh’e Alaihi’ Salaam Hai - They asked for a miracle, we sought one. Hussain Bhai Nooruddin Bhai Sadikot Upleta, India
- Qabr Main Aake Thaam Lengey Mujhe, Mujhko Bushra Mere Huzoor Se Hai - “tamaro gale dum awse, to Mamlook Aal e Mohammed tamne olkhi laees”. Shk Shabbir Bhai Khambatwala Karachi, Pakistan
- Tujhe Dekh Kar Khush Hote The, Wallah Uhibboka Kehte The, Ab Kaise Sahe Ghaibat Moula, Hum Tumko Bhula Na Paenge - "inni wallahe uhibboka ya moula" M Abdulqadir Bhai Murtaza Bhai Karachi, Pakistan
- Ho Sarfaraaz Do’no’n Jahaan Main Woh La Kalaam, Jiss Par Nigah e Meher Ae’ Teri Miyaa’n Rahe - When trains would reach their destinations either burnt, or flooded with blood. We reached Pakistan without a break of a sweat. Shk Ali Mohammed Adeeb Karachi, Pakistan
- Jab Tere Baab e Ijabat Pe Pohnchi Hai Dua, Peshwai Wahan Khud Aake Asar Karta Hai - If one gets His dua, he needs nothing else. Abbas Bhai Shabbir Bhai Gheewala Sonkatch, India
- Dil Muztarib Hai Yu’n Teri Pabosi Ke Liye, Basta Ho Jis Tarah Koi A’aho Rasa’n Ke Beech - Moula can not witness a single tear in mumin's eyes. Behn Rashida M Mufaddal. Karachi, Pakistan
- Gae Hain Door Tak Charche Tere Afaaq’e Aalam Mein, Sakha Ke Jood Ke Faiz’o Ata’ Ke Meherbaani Ke - You might run out of desires, but there is not an end to Moula’s blessings. Behn Yasmin Nooruddin Bhai Karachi, Pakistan
- Hai Shouq Dast Bosi Liye Humko Is Liye, Ankho’n Ko Apne Mujib’e Taskee’n Hai Push’t Dast - Moula knows what our hearts conceal. M. Murtaza Shk. Khuzaima Ezzy California, USA
- Ae Taqi Ibn’e Taqi Ibn’e Taqi Ibn’e Taqi, Tohfa’tul Asr Ho Tum Zubda She’aron Ke Beech - "Mufaddal Moula ni shaan 'alag aj hati'." M. Mohammed Bhai Sh. Noaman Ali Khambalia Dubai, UAE
- Shaah Ke Qadmo Tale Se Wo Khazane Nikle, Jholi Le Le Ke Salateen Uthane Nikle - "Bhai Burhanuddin ne lai jau, ehna qadmo na niche dowlat che" Behn Farida Shiraaz Colombo, Srilanka
- Haq Ta’ala Ne Kiya Hai Tujhe Aisa Fahhaam, Jo Tu Paata Hai Maqasid Ko Isharon Ke Beech - Moula is always connected with our hearts. Behn Amena Shk Fakhrudidiin Madhwala Chicago, USA
- Howe Zandaan’e Museebat Mein Giriftaar Ad’u, Tere Sadqe Se Muhib Ranjo Mahan Se Nikle - For Moula, worldly distances are never a barrier. M. Mohammed Bhai Saldiwala Colombo, Sri Lanka
- Tumhara Naam Chatt Karta Hai Dunya Ki Balao’n Ko, Asa’e Daste Moosa Ki Tarah Sab Ko Nigalta Hai - "Remember me and my 'dua' will hasten toward you." Shk Ayman Shk Esmail Arushawala Arusha, Tanzania
- Kaam Kar Jaati Hai Jo Teri Dua’e Sehri, Kaam Wo Zor Se Hota Hai Na Zar Karta Hai - It was medically impossible, Moula did contrariwise. Juzer Bhai Rampurawala Sharjah, UAE
Kheir-ul-basharna qaama alafiyahma Maula tou chey “FASABBEH BEY ISMEY RABBEKAL AZEEM ”
Aankh Maali na anwar dekhi ley.
Aql samzhee ley ASRAR NEY,
Shoour pohchi ley IDRAAQ na MEAAR ney,
aney Deel pehni ley HIQMAT na DURAR na HAAR ney. AAMEEN !
LikeLike
I also want to share my experience of ehsaan of Burhanuddin Maula RA that I hv witnessed . Please guide me how to do so.
LikeLike
Please email dm@tazkerat.org and md@tazkerat.org
Or, visit https://elders.tazkerat.org
Looking forward to hearing from you.
Shukran
LikeLike
Mashallah
LikeLike